mata pita ka pyar jag me bada anokha h
aanand se sarabor bhavnatmak jhanrokha h
mamta ka aanchal surakshatmak saleeka
bina inke jeevan ho jata h feeka
maa ka khana sabse lazeez h
pita ka pyar bhi anmole cheez h
ishwar ki pratimoorti h
sarwadhik sunder vibhuti h
mujhe to inhi me jeevan dikhlaaii deta h
inke bina sabkuch naswar prateet hota h
mera uday v astitwa inhi me samahit h
mata pita hi mere jeevaniya dayitva h..............