ek aam insaan hoo mai
bhavnaaao k jaal me badha ek vishwas hoo mai
kabhi ro to kabhi has padta hoo mai
najaane kin haalaato se gujar raha hoo mai
kya uddesya ha kya manjil h nahi soch paaya hoo mai
phir bhi is saansarik jeevan me basar kar raha hoo mai
swarachit... rachna chandrakant dwivedi
No comments:
Post a Comment